हैलो दोस्तो मेरा नाम अमित
शर्मा है मै 25 वर्ष का
हुँ। मै hindimesolution का फाउंडर हुँ। मुझे लोगो के साथ जानकारी शेयर करना अच्छा
लगता है। मै काफी लम्बे अरसे से ब्लोगो को पढ रहा हुँ। जो मैने ये
ब्लोग मैने 20.11.15 को शुरु
किया था। जो इस ब्लोग पर अपको वो सारी जानकारी मिलेगी जो ब्लोग से या अन्य किसी
महत्वपुर्ण तथ्य से जुङी है।
Blogger.com par blog kaise banaye:-
1. sabse pahle Blogger.com pare blog/website banane k liye apke pass Ek Email id honi chahiye Jo hume gmail.com Provide krata hain. Iske bina hum blogger.com par apna blog/website nhi bna sakte.agar apke pass Email id hain to iske baad shru hota hain step no. 2.
Blogger.com par blog kaise banaye:-
1. sabse pahle Blogger.com pare blog/website banane k liye apke pass Ek Email id honi chahiye Jo hume gmail.com Provide krata hain. Iske bina hum blogger.com par apna blog/website nhi bna sakte.agar apke pass Email id hain to iske baad shru hota hain step no. 2.
2. Iske baad aap blogger.com par jaye waha par no. 1. New Blog ka Option hain uspar click kar uske baad no.2. par Name your blog jisme apke blog ka Title select karna hain, Uske baad abne blog ke Ek acha sa domain name set karna hain. Domain name wohi set kare jis topic par aap apni blog/website banana chahate hain.
3. Iske baad Create blog par click kare of blog create karne ke baad Ek achi si Template choon le jisse aap ka blog acha dikhe wo visiter ke dilo ki lubhaye. Or jayada se jayada visiter aap ke blog par aaye.is traha aap apna blog/website bana skte hain.
मै अपको समय समय पर सही और
अच्छी जानकारी देता रहुगाँ मै अपनी सारी जानकारी अपने ब्लोग की पोस्ट के माध्यम से
शेयर करता रहुगाँ, अगर आपको
मेरे ब्लोग की पोस्ट पसंद आये तो कृप्या लाईक वा कमेन्ट जरुर करना।
कृपया मुझे और मेरे ब्लॉग को पॉपुलर बनाने
में support करे!
How i create blog on blogger.com
Reviewed by Amit sharma
on
November 20, 2015
Rating:
Reviewed by Amit sharma
on
November 20, 2015
Rating:


No comments: