Apne Gmail Accout Ko Hack Hone Se kaise Bachaye

Gmail ID Ko Hack Hone se Kaise Bachye

What Is Gmail Account- Gmail wo Proccess hain jiske jariye hum apne Text, File, Photo,Video ko apne doston tak pahuchate hain. Aaj Gmail Bhut jayada Famaus ho chuka hain. Jayada tar logo ke account Gmail par hi milte hain. Jis Ko Hum Apna Email Ke Rup me Istemal Karte hai. Wo Hamara Personal Email Hone Ke Sath Hamara Liye Ek Online Work Karne Ke Liye Adhar Hota hai. Gmail Ka Istemal Aur Uski Important Ek Blogger Aur Online Worker Ke barabar Kon jaan Sakta hai. Par Kuch Ese victim hote hai jo hamare Email /Gmail Account Ko Hack Karne Ki Koshish Kar Sakte hai. Aur Account Hack Hone Ke Bad Humare hath me Kuch nhi Reh jata hai.

Hacking Ek Buri Adat hai. Internet Par kuch aise Persons hain jinko Logo ki ID, WEBSITE ETC HACK karke us par Unwanted cheezo ko dalne ya Samasya peda karne me Mazaa aata hain. Jo ki Cyber Crime  ko badawa deti hai. Jisse Gmail id  paryog karne wale ko kayi samasyon ka samna karna padta hain.


Lekin Tension karne ki jarurat nahi Hain. Hum Hain na apke liye Jo apki sewa me 24 Hours lage rahate hain. So me Is Post Me Hum apko Gmail Account Ko Fully Kaise Safe Rakhe Uske Liye Kuch Important  Tips Share Karenge. In Tips Ko Hum agar Apne Life aur Gmail Account Me Apply karenge to Apka Gmail Safe Rahega. 

GMAIL KO HACK HONE SE BACHANE KE RULES-


1. Ek Normal Password Use Na kare 

Jab Shuru Me Internet User New Hote hai Aur New Account Me Wo Password Ke Option Me Bahut simple Sa Password Generate Karte hai.
PassWord Me apna Naam, Mobil Number ya Apne Parivar ke Kisi B Sadasya ki Detail Dale  Ese Password Generate Nhi Karne Chahiye.
Apko Mene Pichle Post Me Worst Password Jo Kabhi Use Nhi Karne Chahiye Unki List Share Ki thi.
Simple Password Ka upyog Karna Hi Account ko Kisi Bhi Computer Me Open rakhne Ke Barabar hai Us Account Me Koi Bhi Access Kar Sakta hai.

How To Generate A Strong Password:


Strong Password Banane Ke Liye Apko 4 Point Ka Dhyan Rakhna Jaruri hai

Agar app In Four Point Ko Dhayan Me Rakhkar password Generate Karenge to Password Strong Kiya jaa Sakta hai.

 1. Use Capital And Small Word  ( Password)
2. Always Use Numerics Word ( 1-9 )
3. Always Use Any Special Character ( @#*)
4. Always Use Minimum 8 Character Password

Dosto app In Point Ko dhyan Me rakhenge to Ek Strong Password Generate kar sakte hai.

Apni Emai/Gmail id ki Detail kisi ke sath Share na kare. 

Agar app Kisi Ko apna Man Kar Email Aur Password Batate hai to app Bahut bada Risk Utha Rahe hain. Kyu Ki Ho Sakta hai Us Kisi Karna se Apke Email Ko Nuksaan Pahuch Jaye.
Kaam Kitna Bhi Important Kyu Na Ho Apko password kabhi kisi ke share nhi karna chahiye.



Turn On Two Step Verification:



Gmail Ko Secure Rakhne Ke Liye  2 Step Verification bahut Important Tool hai. Google account ko Jab Hum Log-in Karenge to Hmse 2 step verification Karke Ki Jarurat Padegi Tab Hi Hamara Gmail (Google) Account Puri Tarah SE Login hoga.

Two Step Verification Me 2 option add kar sakte hai. Jisme App Add A Phone Number Karke Har Baar Log-in Karne Par Google Ki Taraf Se ek Code Aayega. Jo Ki Daalne Par app Apne account me Access Kar Payenge

Second Option Me Default Google Promote Hota hai. Agar apne Smartphone Me Apni Google Account Open kar Rakha hai to apko Ek Promote option aata hai jisme Yes Or No Ka option Show hota hai.
App Iski Ek Image Neeche Dekh Sakte hai.

Suppose Apka Google account Ka Password Koi Guess Bhi Kar Leta hai To usse Two step Verification Par apke Smartphone Ki Jarurat hogi. Isse Hacking se Bachaya jaa Sakta hai.
Two step Verification System Ko app Yaha Jakar On Kar Sakte hai


Separate Google Account Password:-


Jaisa Ki Humko Pta hai Google Hamara Online Accont Ka Base Hota hai Esliye hame Google Account Ke Liye Wo Password Upyog Me Lena chahiye jo Hamne Kabhi Kisi bhi Site Par Upyog na kiya ho. Kyu ki Jaruri Nhi hai Jis Online Website par app Same Google account WalaPassword Daal Rhe ho Wo Website Secure bhi Ho. Esliye Google account ke liye Risk na Lijiye Google account separate Password ka hona Bahut jaruri hai.

To Dosto Ye Kuch Tips hai Jinki Madad SE Google account ko Hacking System se Secure Kar Sakte hai.
Dosto app Hacking Ko Kam Mat Samjhna Agar hum apne accounts ki Security puri tarah se nhi karenge to Hamara account Hack Kiya jaa Sakta hai. Me Ek Blogger hu Aur Ek Baar MeraGoogle account Hack ho chuka hai Jiski Wajah se Mujhe Bahut Problems Face karni Padi hai.
So Dear Umeed Karunga ki Ye Post apke Account ki Security Ke Liye Bahut Madad Karega
Thanks For Visiting....
Apne Gmail Accout Ko Hack Hone Se kaise Bachaye Apne Gmail Accout Ko Hack Hone Se kaise Bachaye Reviewed by Amit sharma on October 10, 2016 Rating: 5

2 comments:

  1. Do you need to increase your credit score?
    Do you intend to upgrade your school grade?
    Do you want to hack your cheating spouse Email, whatsapp, Facebook, instagram or any social network?
    Do you need any information concerning any database.
    Do you need to retrieve deleted files?
    Do you need to clear your criminal records or DMV?
    Do you want to remove any site or link from any blog?
    you should contact this hacker, he is reliable and good at the hack jobs..
    contact : cybergoldenhacker at gmail dot com

    ReplyDelete
  2. I Want to use this medium in appreciating cyber golden hacker , after being ripped off my money,he helped me find my cheating lover he helped me hack her WHATSAPP, GMAIL and kik and i got to know that he was cheating on me, in less than 24 hours he helped me out with everything, cybergoldenhacker is trust worthy and affordable contact him on: cybergoldenhacker at gmail dot com

    ReplyDelete

Total Pageviews

Powered by Blogger.